{
} MUJHE BHUL JAO {
}

a story by Rayan Singh
***************************************
Raat ke 2 baj rahe hai. Kamre main andhera hai or ek dum sunatta hai lekin Rehaan ki dil main utni he bechaini hai.woh sone ki koshish karta hai lekin na jaane kyon usse nind nahi aa rahi.10 mahine ho chuke hai usse Trikaansh se alag hue lekin aaj bhi woh jab usske baare main sochta hai toh ek dum pareshaan ho jata hai. Kabhi ussne socha bhi nahi tha ki ek din usse Trishaant ke bina rehna padega, or sochta bhi kainse aakhir pyaar toh Trishaant ne Rehaan se kiya tha, kis trah woh usske peeche pad jaata tha or Rehaan hamesha usse mana karta ,
lekin
ek din Rehaan ko Trishaant ki zid ke aage jhukna pada or jaldi he dono ek dusre ke karib aa gaye.
Kuch toh baat thi un dono ke rishte main , kyonki akasr gay relation ko sex se joda jaata hai lekin pichle 4 mahine se saath rehte hue bhi aaj tak dono ne ek dusre ko chua tak nahi tha or Trishaant hamesha kehta ki Rehaan tera mera relation bahut alag hai .Abhi toh dono ke pyaar ki shuraat thi bus na jaane kitne sapne woh dekhne lage the .
Tabhi Rehaan ka mobile baja Raat ke 2:30 baj gaye hai or Trishaant Rehaan ko ph kar raha hai ! Lekin kyon sab kuch khatm ho gaya , ab kyon call kar raha hai Trishaant . Rehaan chahta toh tha ki baat kare lekin phir bhi ussne ph nahi uthaya . Trishaant ne 4 baar ph kiya lekin Rehaan ne bilkul bhi nahi uthaya ph.Ab Rehaan jaanta tha ki Trishaant soch raha tha ki kitna ziddi hai yeah Rehaan or galat kya hai , haan Rehaan ziddi tha lekin Trishaant ko bahut bahut pyaar karta tha . wohi Trishaant jo kabhi Rehaan ke bina nahi reh nahi sakta tha woh waqat ke saath itna badal jaayega ussne kabhi socha na tha.

Rehaan ne kya nahi kiya tha usske liye lekin Trishaant woh sudhrne wala nahi tha, woh har kisi ke saath flirt karta tha , bahut he khul kar zindagi jeeta tha ,lekin wonhi ussne Rehaan par utni he bandishe laga rakhi thi . Usse har baat ki jaankari chahiye thi ki Rehaan kab kanha kiske saath hai or kyon hai. Rehaan ko yeah sab pasand nahi aata tha esliye nahi ki woh usse rokta tha par esliye ki woh khud kabhi ainsa nahi karta tha .
Pichle 3 mahine se Rehaan ghutne laga tha es rishte main or phir ek din Rehaan ne woh dekha jo ussne socha bhi nahi tha ki Trishaant !! Uska trishaant kisi or ke saath tha ab shayd Rehaan ke paas ek he raasta tha ki ghutan se bhare es rishte ko khtam kar diya jaaye , woh nahi chahta tha ki Trishaant usski wajah se apni zindagi na jee paye , usse toh yeahi sab pasand hai na toh ussne Trishaant ko bol diya ki ab woh es rishte se Aazad hai .
Kuch he minuton main 10 mahine purani saari kahani Rehaan ke saamne thi.woh soch raha tha ki meri kya galti thi? Haan maine thik kiya or phir Trishaant bhi toh thik hai lekin ainsa koi din nahi tha jab ussne Rehaan ko yaad nahi kiya tha .Woh aksar usse baat karne ka bahana dhundta tha par ab en sab baaton se Rehaan ko fark nahi padta tha or pade bhi kyon agar Trishaant waapis aana bhi chahta hai toh sirf apne liye kyonki woh janta tha ki ab usse Rehaan jainsa pyaar karne waala nahi milega.
or yeah sab sochte- sochte Rehaan so gaya.
or yeah sab sochte- sochte Rehaan so gaya.
Ohh!! Aaj phir 8 baj gaye or 8:30 class hai .
Rehaan jaldi jaldi Ready hua gar se bahar aaya or auto wale ko awaz di . 8:45 ho gaye kyalekin lecture start nahi hua , class main sab baithe hai lekin Rehaan ko hosh he nahi woh toh apni he duniya main khoya hai . Kya soch rahe ho tum ? Tabhi Nakul ne pucha , Ohh shit !! Nakul , Rehaan ko akasr uss par kuch doubt hota tha ki hamesha he nakul usske aas- paas Rehta tha.
ab esko kya kanhoon yehi soch raha tha ki tabhi ussne kaha kuch nahi yaar tabiyat khrab hai . Or Nakul ne kaha haan tere face se lag raha hai yeah soonkar Rehaan ko tasali hui.
4 baj chuke the Rehaan ghar aa chuka hai college se or aate he so gaya.
***************************************
So kar utha toh usne FB on kiya or online show hote he Garv ka message tha .Hi Rehaan ne bhi hi likh diya tha or dheere dheere unki baaten shuru hone lagi dono kuch mahino se acche dost the .
Kya hua rehaan agla msg Garv ka tha
kyon mujhe kya hua hai Rehaan ne likha
Garv: kya hua hai mujhe nahi pata bt kuch toh hua hai kyonki aaj Rehaan badla sa lag raha hai.
Rehaan: Nahi ainsa kuch bhi toh nahi rehaan ne rply likha he tha ki Garv ne call he kar diya,
Garv: Hello ,
Rehaan: hello haan Garv kainse ho.
Garv : maine yeag batane ke liye ph nahi kiya ki main kainsa hoon,batao tum mujhe ki tumko kya hua hai kyon itne sad se ho.
Rehaan: tum bahut ziddi ho jab kaha na kuch nahi hua toh phir ,
Garv : yaar nahi batana toh mat batao , lekin kuch toh hai jo tum mujhse share nahi karna chahte.
Rehaan: sochta hai ( Kaash ki main keh paata par .....) tabhi accha tum yeah sab chodo yeah batao ki chal kya raha hai life main.

Or Garv toh jainse intezaar kar raha tha essi sawal ka woh bhul gaya ki ph ussne rehaan ka haal chaal puchne ke liye kiya tha or woh bina ruke start ho gaya tha , Rehaan soch raha tha ki
yeah Garv bhi na ek dum bacchon ki trah hai or khud he hansne laga.
Garv: tum hanse kyon mazak udda rahe ho mera huh .
Rehaan: aree nahi sachi yaar
or baaton baaton main kaafi waqat guzar gaya tha .
dono etne acche dost ban gaye the ki akasar jab baat karte toh time kam lagne lagta tha
ainsa kyon tha ? Shayd dono he ek dusre ko samjhte the esliye.

Sab kuch toh share karte the woh ek dusre se !
***************************************
waqat bahut he tezi se badta ja raha tha
poore 1 saal baad Trishaant ne aaj pehli baar Rehaan se ph par baat ki thi.
poore 1 saal baad Trishaant ne aaj pehli baar Rehaan se ph par baat ki thi.
Trishaant: Kya main itna bura hoon , 1 saal ho gaye kabhi mera ph kyon nahi uthaya ?
Rehaan: yaar ph utha bhi leta toh shayd baat he nahi kar pata esliye.
Rehaan: yaar ph utha bhi leta toh shayd baat he nahi kar pata esliye.
Trishaant: khao meri kasam !
Rehaan : apni bakwaas apne paas rakho !
Trishaant : hansta hai Rehaan tumko pata hai tum main kya accha hai ,
Rehaan :kya
Trishaant : ki tum kabhi nahi badalte main chah kar bhi tumko bhul nahi paya , or dekho tum aaj bhi wainse he ho ,
Rehaan: kainsa hoon main?

Trishaant: jab serious hote ho toh lagta hai bahut samjhdaar ho , lekin jab gussa hote ho toh bilkul bacchon ki trah zidd karte ho tum.
Rehaan: itna sab kuch jaante ho tum wow maine kabhi socha bhi nahi tha ki tum mujhe itna jaante ho.
Trishaant: Rehaan woh sab bhul jao plz yaar
Rehaan: bhul toh gaya Trishaant woh sab ! Sab matlab samjhe tum .
Trishaant: Rehaan woh sab bhul jao plz yaar
Rehaan: bhul toh gaya Trishaant woh sab ! Sab matlab samjhe tum .
Trishaant: haan samjh gaya.
Rehaan :tum mujhe akela kyon nahi chod dete mujhe tumse nafrat hai.
Rehaan :tum mujhe akela kyon nahi chod dete mujhe tumse nafrat hai.
Trishant:jaanta hoon bahut nafrat karte ho tum mujhse , toh phir ek baat batao Rehaan kyon mere liye itna tadpate ho aaj bhi ? Mujhe dard hota hai toh kyon tum baichain ho jaate ho ?
Bolo , Bolo
Bolo , Bolo
Rehaan: ainsa tumko lagta hai ,or agar ainsa hai bhi toh ab ainsa nahi hoga .
Trishaant : yaar
Rehaan : chup jaanta hoon main kya kahoge
Trishaant : phir ( dukhi awaz main)
Trishaant : yaar
Rehaan : chup jaanta hoon main kya kahoge
Trishaant : phir ( dukhi awaz main)
Rehaan: jis din tum sach main badal gaye na
toh bin kahe main tumhari zindagi main wapis aa jaaounga .
Trishaant: main badal gaya .
toh bin kahe main tumhari zindagi main wapis aa jaaounga .
Trishaant: main badal gaya .
Rehaan jis din tum badal gaye uss dim tum yeah nahi kahoge ki dekho Rehaan main badal gaya .
Trishaant : thik hai Rehaan lekin maine sirf tumko pyaar kiya hai I LOVE YOU
Trishaant : thik hai Rehaan lekin maine sirf tumko pyaar kiya hai I LOVE YOU
Rehaan: I hate you , kyonki maine tumko dil se chaha , Trishaant ek baat kanhoo ?
Trishaant : puch kyon rahe ho bolo na
Rehaan: Mujhe bhul jao
Trishaant : kya !
Haan sahi soona tumne main bol raha hoon mujhe bhul jao plz tum tab he khush rahoge
Trishant: agar tumki meri khusi kr parwaah hoti na toh tum ainsa kabhi nahi bolte.
Rehaan: Trishaant tum pata mujhe kabhi samjhe he nahi ! Or shayd kabhi samjhoge bhi nahi !
Trishaant : thik hai tum ainsa sochte ho toh socho .
Rehaan : bye
Trishaant: mujhe baat karni hai
Trishaant: mujhe baat karni hai
Rehaan :lekin mujhe nahi
Or ph cut jaata hai
***************************************
Rehaan jaanta tha ki Trishaant usse pyaar karta hai , lekin usski aadten woh nahi sudhar sakti or Rehaan apna pyaar ke saath adjustment nahi karna chahta tha , ussne Trishaant ke saat bahut baaton main adjust kiya lekin , woh pyaar jis par sirf usska haq hona chahiye
na jaane kitne log uss par apna dawa karte the.
na jaane kitne log uss par apna dawa karte the.
Kya main Gay hoon or kyonki hamari society main esse acchi nazar se nahi dekha jata toh
main yeahi soch kar apne pyaar se adjustment kar loon ? Trishaant pyaar toh mujhse kare magar meri he nazaron ke saamne woh dusron se bhi flirt kare .Nahi main ainsa kabhi nahi kar sakta agar Trishaant badal nahi sakta toh Rehaan ko usse door hona padega ,
Jis pyaar ko paane ke liye maine itna kuch adjust karna pade woh pyaar he nahi hota .

Tab he acchanak se Rehaan Trishaant ko ek msg likha :-
Trishaant,
tum jaante ho ki maine tumko kitna chaha hai
lekin tumne kabhi kisi baat ko serious nahi liya.
Main yeah nahi kehta ki tumne mujhe pyaar nahi kiya , lekin tumhari zindagi main or bhi log hai or meri zindagi main sirf tum esliye main tumse bahut door ja raha hoon taaki tum apni zindagi main sukoon se ja
sakoon.......

Chaha tha maine tujhko ,
.........................Kabhi zindagi ki trah,
.........................Kabhi zindagi ki trah,
aaj chodd raha hoon saath tera,
.................phoolon se udd jaati hai khubhoo jis trah..""main saath na reh kar bhi har pal tere
paas hoon,
door ho kar bhi milte hai jainse jameen aasman.........""bahut waqat zaya kar liya tumne mujh par
ab tum mujhko bhul jao ......

No comments:
Post a Comment